Jeet Sachchai Ki Poem by Pushpa P Parjiea

Jeet Sachchai Ki

Rating: 5.0

Kuchh tufano k bich..
Milti bhi hai raahat kahin

Kuchh anjano ke bich milti hai
Chahat bhi kahin

Kuchh galat fahmiyon ke darmyan,
Anjani. Dukhad si kashis bhi milti hai kabhi.

Harpal nahi thaharta insa par
Ghamo ka badal Hi kabhi.

ghame badal chhatate hi
Jindagi ko bhar deti hai khushi ki
Roushani kabhi na kabhi

Banaye rakhna himmt se gurur apn
mehanat ka, pass daudkar ajayengi,

manzilen khud Ba khud Kabhi na kabhi.

Dil Par bebasi ka andhkar jab chhaye tab tab asha ki chhoti si kiran ki jagah banayee rakhna
apne jahan me kahin Na kahin

Bhalehi. jiye dunia beimani ke sang
Par jeet to honi hi honi hai sachchai ki Kabhi na kabhi.

Friday, September 27, 2019
Topic(s) of this poem: abc
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
ABC
COMMENTS OF THE POEM
Rajnish Manga 15 October 2019

बहुत से शब्द जुड़ जाने से पढ़ने में परेशानी होती है. कृपया एडिट कर के ठीक कर लें.

1 0 Reply
Pushpa P Parjiea 19 October 2019

thank you bhai I will try my best.

0 0
Rajnish Manga 15 October 2019

Dil Par bebasi ka andhkar jab chhaye tab tab asha ki chhoti si kiran ki jagah banayee rakhna .... Par jeet to honi hi honi hai sachchai ki.... //... सुख दुःख से भरे जीवन में बहुत कुछ ऐसा भी घटित होता है जिससे हमें विपरीत परिस्थितियों में भी साहस तथा नैतिक बल मिलता है. अति सुन्दर कविता.

1 0 Reply
Pushpa P Parjiea 19 October 2019

Adarniya big b (bhai) .. bahut bahut dhanyvad...

0 0
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success