kabhi kuch pa liya..kabhi kuch khodiyaaaa...
zindagi tune har modh pe ap na hisab chuka liyaaaa..
khamoshi bhi u di h humko.khushi bhi h gum bhi h
jis ne chaha chodh diya jisne chaha apna liyaaa
ek pal ko bhi tujhse zindagi mohbat na hui mujhe..
jinhe bhi zindagi banaya humne tune.... chup chap se humari uska nisha hi zindagi se mita diyaaaa
dard bhi hota h..par hume tune rone bhi na diya
matlbi sa bandiya waqt ne humko
sab pake bhi sabu tune churaliyaaaaaaaaaaaaaaaa............. —
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem