Memories Poem by Panchi Gupta

Memories

Samay k sath sab badal jata h ya samay sab ko badal deta h,
Ye sab sochte h hum me se kitno ka pura sal beet jata h;
Kabhi sirf ek sapne ko pura karne k liye hum apna sab kuch dav par lga dete h,
Aur kabhi ussi haqkeat ko jeene k liye sab jeet kar bh haar jate h;
Nh pta hum un rishto ko ya vo rishte humme nh samjh pate h,
Kuch hasil ho ya na ho magar kuch ander se tod jarur jate h;
Kabhi sochna un lamho k bare me,
Aankho me aansu or dimag me dhero sawal de jate h;
Jahan kabhi kuch kehne k jarurt nh th ab Kyu jawab bh nh mange jate h,
Itna aasan h Tha chodna agar to Kyu ungli pakadkar chlna seekhate h.

Monday, December 29, 2014
Topic(s) of this poem: Memories
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success