Meri Kahani Poem by KAVITA SINGH

Meri Kahani

Rating: 5.0

Sapno ki diwani hai....
Haqikat jiski anjani hai....
aisi meri kahani hai......
Chhote-chhote khawab hai.....
Najuk se jajbat hai......
Thodi si nadami hai......
Aisi meri kahani hai.....
Zindagi ek safar hai.....
Khud hi humsafar hai.....
apno ka saath hai....
Zindagi ek saugat hai....
Dil ke es jahan me....
Jane kiski kami hai.....
Honthon pe muskurahat....
Aur aankhon me pani hai....
Aisi meri kahani hai....

#kavita

Friday, December 4, 2015
Topic(s) of this poem: life
COMMENTS OF THE POEM
Ajay Kumar Adarsh 24 August 2016

har kisi ke apne ehsas aur jazbat hote hain........jis-se sabki hi kahani banti hai behad hi khubsurat rachna........ aapne apne ehsas aur jazbat ko jaise jivant kar diya ho(ye kabhi khatam nahin hote yah ek satat prakriya hai, ) jivan bilkul kitab ki tarah hai, jiski kahani taumr chalti rahatee hai, jise ham likhte hi rahate hain aur lessons(chapters) bante rahate hain..........nice 10+++

0 0 Reply
Unnikrishnan E S 31 July 2016

Hi Kavita, Khoob likhi aapne kavita Chhote-chhote khwabon se saje Naazukh si jazbat mein baze... Honthon mein muskurahat bhare... Well done... Lekin, aankhon mein aansoo kyom hai? Yeh mere samajh mein ne aaya.. Thank you sharing.10++

1 0 Reply
Mithilesh Yadav 02 February 2016

Well penned. Ye shaurat na kisi daulat ki mohtaz hai...... Meri kahani, teri jajbaat aur meri juban hai....

1 0 Reply
M Asim Nehal 04 December 2015

Kya sunder kahani hai, Na Raja hai na Rani hai Phir bhi lagti suhani hai Maza aagay padhkar......10

4 0 Reply
Kavita Singh 04 December 2015

na raza hai.... na rani hai.... aisi hi meri kahani hai......

0 0
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success