SABKI BAT NA MAAN KAR
sabki bat na mana kar
khud ko ve pehchana kar
duniya mein jeena hai to
apni aur nishana kar
sabki bat na mana kar
duniya jale ve hai marusthal ve
upvan bhi hai jangle bhi
mana bhut sayani hai
thori thori pagal ve
uski bat jo manga
khud ko kya pahchaniga
chal khud ko jakjhor anikesh
kub tak yu he bhatiga
apna thor dikana kar
sabki bat na mana kar
Tuna phool ve katai ve
kuch paaya kuch bate ve
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem