Wagah Seema Ke Piditon Ko Nyay Poem by Rohan Bendre

Wagah Seema Ke Piditon Ko Nyay

Mitra Sandhi Ka Sabse Uchit Udaharan
Kintu Samay ke Saath Iska Badal Gaya Hai Arth
Nyay Dilane Hetu Rahe Sabhi Asamarth.
Nahi Raha Wah Sthan Surakshit
Un Krur DahsahatVadiyon se Sab hue Parichit
Matra Satarkta Rah Jata hai Ek Matra Paryay
Sakaratmak Yogdan hai AniVarya.
Ekatrit Hokar Ban Jao Swayam Ekta Ka Udaharan
Atyavashyak hai Lena yeh Mahatva Purna Pran
Keval Niji Labh Hetu Ek Doosre ka Virodh karna Nahi hota Tumhara Yogdan.
Apitu Samast Dahshathvadiyon Ko Apne Vicharo se Pahuchaiye Unke Uchit Stan.
AA Gaya hai Uchit Samay Ho Jaon in Ghatnao se Prerit
Aur Apne Sammelen Se karo in Dahshat Vadiyon ko Kathor Dandit

WAGAH SEEMA MEIN HUE ATTANKI AKRAMAN KE VIRUDH APNI AWAZ UTHAIYE.

Sunday, November 9, 2014
Topic(s) of this poem: patriotism
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success