Ankit Vaghasiya

Ankit Vaghasiya Poems

Jab ASMAN ke panchhi mujhe rah bhatakte dikhte hai,
Tab mai Alfaaz nahi dosto, ALFAAZ mujhe likhte hai.
Jab dhup ke saye me kabhi koi masum hath jalata hai,
Garbh me palta shishu jab koi siski muje de jata hai,
...

डर मुझे भी लगा फ़ासला देखकर,
पर में बढ़ता गया रास्ता दे खकर.
ख़ुद ब ख़ुद मेरे नज़दीक आती गई,
मेरी मंज़िल मेरा हौसला देखकर.
...

Ab yaad ka album kholun to..
Kuchh log bahut yaad aate hain,
Jab college ke gujre din soche to,
Hum aankh me namee si pate hai, .
...

Tera gam he, aur udasi he,
kya pata kitni saans baaki he, ,

maut de do k ab sukoon bakhso,
...

Bahuto ko shikayat hai ki me bewafai pe nahi likhta, Aur me sochta hu ki me kisiki ruswai pe nahi likhta.
Khud apne se jyada bura, jamane me kaun hai,
Mai isliye auro ki Burai pe nahi likhta.
Duniya ka kya hai har hal me Ilzam lagati hai,
...

6.

સારસના એક જોડા ને નિરખ્યુ તો થયુ,
કે માણસ મા કઇક તો ઘટે છે.
પ્રેમ થયો હવે પાતળો, જટ કપાતો સંબંધ,
અને રોજ નવા મુરતિયા જુતે છે.
...

Kya kahu tumhe
ChanD jo roj ek Bewafa ki tarah aksh badalta hai,
Ya SuraJ jiski tapash se pyar ki ushma osh ki bund ki tarah ud jati hai.
Kya kahu tumhe,
...

ग़लतियों से जुदा तू भी नही, मैं भी नही,
दोनो इंसान हैं, खुदा तू भी नही, मैं भी नही...!
' तू मुझे ओर मैं तुझे इल्ज़ाम देते हैं मगर,
अपने अंदर झाँकता तू भी नही, मैं भी नही '...! !
...

Ankit Vaghasiya Biography

I leave my home when I was of 10 for better education. so, I had seen so much good and worst time. now I am an electronics engineer. Rather then poems my hobby is travelling, and reading nowels.)

The Best Poem Of Ankit Vaghasiya

Alfaaz Mujhe Likhte Hai

Jab ASMAN ke panchhi mujhe rah bhatakte dikhte hai,
Tab mai Alfaaz nahi dosto, ALFAAZ mujhe likhte hai.
Jab dhup ke saye me kabhi koi masum hath jalata hai,
Garbh me palta shishu jab koi siski muje de jata hai,
Tab me Alfaz nahi dosto, ALFAAZ Muje likhte hai.
RangBeRangi Titli koi haiwan ke hatho masli jati hai,
Asman ki Chidiya bi jab pairo tale kuchli jati hai,
Tab gili kalam ki nok se kuchh akshar aa chipakte hai,
SHYAHI ki nadi se hote hue ve kagaj pe aa bidakte hai,
Tab Mai Alfaz nahi dosto, ALFAAZ mujhe likhte hai

Ankit Vaghasiya Comments

Ankit Vaghasiya Popularity

Ankit Vaghasiya Popularity

Close
Error Success