Bahut Hua Poem by M. Asim Nehal

Bahut Hua

Rating: 5.0

टूटे हुए दिल का तराना बहुत हुआ
दुनिया में तेरे अपना फ़साना बहुत हुआ

चर्चा जो हुआ बज़्म में शामो सेहर हुआ
इस रात में शम्मा का जलना जलाना बहुत हुआ

मिलती गयी जो मोहलतें वो भी बहुत हुई
तेरा यहाँ पे छूपना छुपाना बहुत हुआ

साहिल पे आ गया है"आशी' थक और हार कर
अब लहरों का ये उठाना उठाना बहुत हुआ

This is a translation of the poem Enough Is Enough - Ghazal In English by M. Asim Nehal
Tuesday, July 28, 2020
Topic(s) of this poem: encouragement
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Tute hue dil ka khazana bahut hua
Duniya mein tere apna fasana bahut hua

CharCha jo hua bazm mein shaam o sehar hua
Is raat mein shama ka jalna Jalana bahut hua

Milti gayi jo mohlatein wo bhi bahut hui
Tera yahan pe chup na chupaana bahut hua

Sahil pe aa gaya hai 'Aashi' thak aur haar kar
Ab lehron ka ye uthana uthana bahut hua
COMMENTS OF THE POEM
Aarzoo Mehek 28 July 2020

CharCha jo hua bazm mein shaamo sehar hua Is raat mein shamma ka jalana bahut hua Kya baat hai dil ko chuu jaane waale ehsaas. Kgoobsirat kalam par dheron daad.10++

1 0 Reply
Sharad Bhatia 28 July 2020

" बहुत हुआ" बहुत ही बेहतरीन रचना, मज़ा आया पढ़ कर. धन्यवाद जी

1 0 Reply
Varsha M 28 July 2020

Well written words. Bahut hua...dil ka Tarana...

1 0 Reply
S H 28 July 2020

चर्चा जो हुआ बज़्म में शामो सेहर हुआ इस रात में शम्मा का जलना जलाना बहुत हुआ Wa wah

1 0 Reply
Kumarmani Mahakul 29 July 2020

The broken heart still wonders too much with agony and pain but still hopes to unite with love. An amazing poem is very brilliantly penned...10

1 0 Reply
M Asim Nehal 28 July 2020

Aap sabka tahe dil se sukhriya hausala afzayi ke liye.

1 0 Reply
T Rajan Evol 28 July 2020

Kya baat hai jawab nahi.

1 0 Reply
Deepak S S 28 July 2020

Bahut badiya साहिल पे आ गया है" आशी' थक और हार कर अब लहरों का ये उठाना उठाना बहुत हुआ

1 0 Reply
Vijay Singh 28 July 2020

Haan bhai bahut hua lekin achcha hua aur apne achcha likha

1 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success