Bandish E Halaat Poem by Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

Bandish E Halaat

Mujboor-e-haalat hon meri mujboori na dekh,
khamoshi samjh meri khamoshi na dekh.
Meri haansi ke peeche kitne ranj hain,

Ranj mohsoos kar meri hansi na dekh.
Koi toh hogi na achai mujhe mein bi,

Achai dekh fakat meri burai na dekh.
Koshish hai magar numkin nahi rasai,

Honshla dekh fakat meri bebasi na dekh.


Mehtab tauheed illahi ko roshan kar,

Youn Bandon mein khudai na dekh

Bandish E Halaat
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Copyright
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

R/o Sagrawet, Tehsil Darhal, District Rajouri and State J&k, India
Close
Error Success