Ek Hi Mukam Poem by Santosh Sharma

Ek Hi Mukam

EK HI MUKAM

Sapano ki unchaeyan chu kar
Kuch apnae hi kadmo main ladkhada kar
Jivan ka safar pura kar ke
Kuch adhuri rahaon se mud kae
Ek din sabhi ate hain isi mukam par

Shan shokat militi hai samudar ki leharon ki tarha
Ek din simit jatti ha apnae hi tal par
Sab kuch bhula kar sab gatii heen ho jatae hain isi mukam par

Sundtrata nikharti hai khiliti hai chandani ki tarha
Phir gum hoo jati hai amavasaya ki andhari raton mein
Ek din usi kafan se lipit kar gujarti hai isi dastak se

Dhan doulat wale, unchain mahalon main rehain wale
Tinakon ke aasiyano main jivan vaytit karnae walae
Sub khali hath aatae hain isi mukam par.

Jivan ka Suraj dhalatae hi, apnae chod datae hain
Bhigi aankhon se aatae hain nam aankain kar ke chalate jatae hain
Duniya ke rangmunch se chal ke sabhi aatae hain isi mukam par.



(Transliteration from Hindi)


(Transliteration from Hindi)

COMMENTS OF THE POEM
Mohammad Muzzammil 17 February 2011

Pretty lines that filled my heart with hilarious spirit.

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success