Gulzar-E-Wakt (Introduction 2nd) Poem by Ahatisham Alam

Gulzar-E-Wakt (Introduction 2nd)

Hr safar me insaan akela bhi hai
Aur kai hamraah uske sath bhi hain.
Gulistaan e zindgi me talkh ehsas hain
Aur narm jazabaat bhi hain.

Sajaakr apne gulshan me hr ek khaar ko,
Pesh krta hai khidmat me 'Alam'
Gul e wakt ke gulzaar ko

Monday, April 7, 2014
Topic(s) of this poem: life
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success