Kuch Toota Yun Ke Awaaz Bhi Na Hui Poem by Yashvardhan Goel

Kuch Toota Yun Ke Awaaz Bhi Na Hui

Rating: 2.5

Kuch toota yun ke awaaz bhi na hui.
Sanso se chahat ki faryad bhi na hui.
Kuch khatam karne ka jazba kahan se aata.
Khatam hi boh hua, jiski koi shuruat na hui.

Yun toh zindagi ne muke diye bhut hein.
Hamari chahaton me bhi pagal hue bht hein.
Khuda ne gardisho me bhi chamakne wala sitara bnaya he hamko.
Par hum nazakat se begane rhe bhut hein......

Kitna asan he kehna, ke koi bhi mil jayega.
Kya itni asani se, dil kisi ka bhi ho jayege?
Maana ke zindagi lambi he bhuttttt.
kya har rat ke bad sawera wahi ho payega?



Na thi kashmakash mazhab ki, na kisi sahare ki chahat thi.
Duniya ko roshan karne ko, tumhare sath ki ibadat thi.
Khamoshi ke zakhmo ko, bharne ki kabayad thi.
Har afsos me khin bas, anjani si shikayat thi………………………….


……………………………………..Yug Yuvraj Yashvardhan

Saturday, May 31, 2014
Topic(s) of this poem: love hurts
COMMENTS OF THE POEM
Akhtar Jawad 31 May 2014

A nice Urdu poem. Wonderful.

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success