Man Ki Soch Poem by Sumit R Das

Man Ki Soch

Mai Man Hi Man me soch raha hu
Apne Pareshani ke Aage Desh ko piche chor raha hu

Zindagi ki Pareshani Jhel RahA hu
Binn Belan Papad Bel Rahaa huu
500/1000 ke Note ke Chalte
Idhar Udhar Mai Ghum rahaa hu
BanKo ke Line me Jute Torr rahaa hu
Pasine se Shirt ko Dho rahaa hu
Khana pina chorkar
subah sham mai Dol raha hu
Har Ghante intezaar k baad
Modi Ji ko Koss raha hu
Beimaano ke chalte
Mai kyu Maatha For raha hu

Mai Man hi Man me Soch Raha Hu
Apne pareshaani ke aage
Desh ko piche chor raha hu

Thursday, November 17, 2016
Topic(s) of this poem: corruption,country
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success