Nari {jiske Bina Adhuri Duniya} By Vikram Pratap Singh Poem by Vikram Pratap Singh

Nari {jiske Bina Adhuri Duniya} By Vikram Pratap Singh

Rating: 5.0


Jisne hamko janam diya,
Usi ka hamne haran kiya,
Jisne hamko pala-posa, bada kiya,
Usi ko hamne tayag diya--.

Duniya me nari ka hai payara rista,
Juda isse, koi nahi rista---.

Nari MA banti hai to,
Baccho ka dukh dard mitati hai.

Nari PATNI banti hai to,
Pati ka dil bahlati hai.

Nari BAHAN banti hai to,
Bhai ki kalai ki sobha badhati hai.

Nari DOST banti hai to,
Dost hone ka farz nibhati hai.

Nari P.M, C.M banti banti hai to,
Desh ko pragti par pahuchati hai.

Nari mahan hoti hai phir bhi samman nahi pati hai,
Nari ka samman karo, Desh ka vikash karo.

COMMENTS OF THE POEM
Ratnakar Mandlik 02 April 2016

Beautiful poem highlighting the esteemed place of women in the society in general in and any body's life in particular through relationships of different colors like daughter, sister, mother, friend or life partner. Thanks for sharing.10 points.

0 0 Reply
Randhir Kaur 31 March 2016

Waoo..loud enough...a nice job to wake people up...

0 0 Reply
Abhishek Tiwari 08 October 2011

Nice poem produced from the core of heart

33 2 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success