Gamm e hussain ko koi meta nahi sakta
Humen patakoon se koi daraa nahi sakta
Yeah syeda ke dua hai kay hum salmat hain
Koi tofaan bhe hum ko bujha nahi sakta
Yeahi neshaan e hilali hai ya ali kahna
Koi harami yeah naara laga nahi sakta
Humaray sabr ko na aazma ay ibn yazeed
Hum sar jukha nahi or tu katta nahi sakta
Who jiskay ishq mai tou chourta hai phuljaryan
Who apnay bap ko bhe jahel bacha nahi sakta
Meray imam hain malik tamaam janat kay
Tera imman tou khushboo be paa nahi sakta
Seppah tou nay banai hai inn kamenoo ke
Jo namm bap ka apnay bata nahi sakta
Who kea shaffaet Kare ga teri sar e mahshar
Jo khalik ko mouh bhe apna dekha nahi sakta
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem