mai jaanta naa tha
naa hi pehchanta tha
us yaad ko
jahan mai har wqt khoya rehta tha
bas mehfil thi wahan
mere pyar ki jahan
mai har wqt duba rehna chahta tha
samunder bhi tha wahan
aur dubta hua suraj bhi
kisko chun ne wala tha
bas teri yaad thi
ik teri yaad thi...
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem