|
|
|
|
qeemat bhi chukatay hain
|
 |
kisi tabeer ki khahish main yeh jeewan gaNwaatay hain agar ik khaab daykha hy to qeemat bhi chukaatay hain
hamaray is safar ka jaanay ab anjaam kaysa ho keh jo bhatky huay hain woh humain rusta batatay hain
ana, shikway, shikayat, roothna, naraz ho jana tumhain to yad ho ga hum yeh sab kuch bhool jaatay hain
|
|
|
 |
 |
 |
 |
|