Kabhi kabhi zindagi adhuri si lagti hai,
Bina khavaiya ki naav jesi lagti hai..
Lagta hai koi sahara chahie,
Apna man halka karne ko koi kinara chahie..
...
Kabhi udan bharti hu,
Kabhi muskan bharti hu,
Mai ek esi chiriya hu,
Jo kuch na chahte hue bhi, Sabme jazbat bharti hu..
...