Waqt tham sa gya h
Zindgi ruk si gyi h
Tere bina e dost
Hasne ki aadat choot si gyi h
...
bas itna bta do ki
intzaar kru tumhara ya bdl jau
un long chats ko rakhu ya bhul jau
un lambi baato ka hisab raku ya bhul jau
...
koi le aaye usse
kuch sawalo k liyenhi to
kisi ki Khushi k liyehi shi
...
Tumse milkar tumhe manne k baad
Syd ab yhi ruthna rah gya h
Teri un chutiyape ko dekhne k baad
...
Koi is waqt ko yhi rok de
M kuch or pal isme jeena chata hu
M kuch or hassen yaade banana chata hu
M kuch or pal tumhe dekhna chata hu
...
na tum glt ho na hum
yeh to waqt humse khafa h
na tum badle ho na hum
...
Yeh din bhi vhi h yeh park bhi vhi h
Pr in dino ka sathi, park ki mehfil m bas tu hi nhi h
Yeh hawwaye bhi wahi, hawao ka rukh bhi wahi h
Par in mehfil ki m jo hansi rha karti thi kabhi
...