Aakhon Ka Aayina (Love Poetry) | Poetry By Kuldeep Sharma Poem by KulDeep Sharma (KD)

Aakhon Ka Aayina (Love Poetry) | Poetry By Kuldeep Sharma



Aakhon Ka Aayina (Love Poetry) | Poetry By KulDeep Sharma

Tere Aakhon Me Ik Camak Dekhi Thi Maine,
Cahat Mere Badhti Gayi Thi Tere Liye,
Tere Aakhon Ko Bana Ke Aaina Dekha Karta Hu Tere Aakhon Ke Heeron Me Khud Ko,
Tere Aakhon Ki Chamak Ne Kar Diya Tha Koi Jaadu Itna,
Ki Ab Suraj Ki Chamak Aur Taaron Ki Tim Tim Ki Chamak Kam Lagti Hai Mujhko,
Tujhe Hasta Me Dekh Khud Ko Hasata Hu Main,
Baat Na Pata Ki Kyo Hanas Rahi Ho Tum Fir Bhi Muskurata Hu Main,
Tere Har Aada Pe Deewana Hu
Shayad Ye Tho Tum Bhi Janti Ho,
Par Ban Bethi Ho Tum Anjani Ye
Tumhari Izhaar Ki Nayi Adda Ho,
Main Sochta Hu Tujhko Apni Har Baat Main,
Soch Ke Har Pal, Paata Hu Tujhe.
Kahana Main Cahun Tumse Tu Zindgi Hai Mere,
Par Darta Hu Kahi Door Na Ho Jao Ye Sun Ke Kahi,
Har Pal Dikhe, Har Pal Tu Rahe, Har Baat Me Tu Rahe,
Rab Se Yahi Aasha Hai Mere,
Tere Yaad Aaye Aur Tu Na Nazar Aaye, Tho,
Koi Kami Khalti Hai Mere Aakhon Aur Dil Me,
Tujhe Pana Main Caahun, Ye Dikhta Hai Mere Aakhon Me,
Tu Padhle Ik Baar, Mere Aakhon Me Mera Pyar,
Kuch Himmat Kar Ke Kaha Hai Tujhe,
Padhle Mere Do Aakhon Me, Caahat Hai Tere Liye..


Mud Ke Vo Kahti Hai KulDeep Tujhe Kya Pata,
Mere Aakhen Tujhe Paane Ko Sadiyon Se Intzar Kar Rahi Hai,
Bas Kah Nahi Paati Tujhse, Dar Hai Mere Is Dil Me,
Tum Ye Sun Ke Kahi Door Na Ho Jao Mujhse,
Pyar Se KulDeep Likh Ke Kitabo Pe Kabhi Haaton Pe,
Pyar Se KulDeep Likh Ke Kitabo Pe Kabhi Haaton Pe,
Naam Tera, Fir Chupaye Firti Hu Ishq Ki Suni Galiyon Me,
Rab Se Maanga Hai Tujhko, Apna Bannane Ki Koshish Adhuri Thi Mere,
KulDeep Tumhari Aakhon Ko Bana Ke Aayina
Dekha Karti Hu Tere Aakhon Ke Heeron Me
Sawara Karti Hu Khud Ko,
Ab Mil Hi Gayi Hai Do Nazaron Se Nazare
Dil Mila Hi Dete Hai.


Maine Bhi Kaha Haa,
Caahat Tho Rab Deta Hai Isko Thukraye Kyo Ab Tho..


Writing/Poetry By KulDeep Sharma
Www.KulDeepSharma.ga

Aakhon Ka Aayina (Love Poetry)  | Poetry By Kuldeep Sharma
Friday, January 29, 2016
Topic(s) of this poem: amazing,life,love,love and life,romantic
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
1 / 5
KulDeep Sharma (KD)

KulDeep Sharma (KD)

Beawar, Ajmer, Rajasthan
Close
Error Success