Dhruv Taara Poem by Always Aparna

Dhruv Taara

Mat soch,
Mujhe jeet kar
Dil se haara hai tu

Kyon ki

Meri kismat ka
Chamakta
Sitaara hai tu :)

Saare...
Sitaaron mein,
Mera
Dhruv taara hai tu!

Pyar ki kashish
Aisi hai
Ki
Saare pyaaron mein
Mujhe
Sabse pyara hai tu :)


(Dhruv Taara = Pole Star, Kashish = Attraction / Magnetism)

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success