Gauravshali Bihar Poem by sushant jha

Gauravshali Bihar

pratham nagrik swatantra desh k,
hue jis bhumi k santan!
swayang bhagwan budhh ko jaha,
ped ki chhaon me Mila gyan!
he BIHAR. ki pawan dharti,
krte hai hm tmhe pranam!
sarvochhya pratiyogita parikshaon me paate ham
awwal sthan!
vidyapati, jaiprakash, lalit hue
jinki santan,
rajgir me dekho chalkar,
saat kund hai virajman!
he BIHAR ki pawan dharti,
karte hai hm tumhe pranam!
golghar sundar atirajit,
sabse uncha viscomaan!
charan pakhare jis dharti k,
ganga, kosi, kamla Aur balan!
lakho log ekathha ho,
bhare nai Gandhi maidan!
he BIHAR ki pawan dharti,
karte hai hm tumhe pranam!
paanch ungliya ek hath ki,
kavi na hoti ek saman!
kavita likhne ki shailly se,
hu main bilkul anjaan,
truti maaf kare AVLOKIT ki
dekar usko kshmadan! ! ! ! !

Tuesday, October 21, 2014
Topic(s) of this poem: art
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
written for my lovely native state
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
sushant jha

sushant jha

jhanjharpur, Bihar
Close
Error Success