Ishiq-E-Sufiyat. Poem by Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

Ishiq-E-Sufiyat.

Ishiq sufiuon ki waraasat hai,
Ishiq dil ka sukon o Rahat hai.

Ishiq matwali se kahin ka na chode,
Par Khuda o panjtan se ibadat hai.

Bas aman o ishiq ho harsoon,
Yahi to sufiyuon ki siyasat hai.

Rahe na farak bhale bure mein yahan,
Yahi toh sufiyuon ki riyasaat hai.

Gham-e- hayaat kuch bi nahin,
Mehtab yeh bas dil ki wahshat hai.

(copyright)

Ishiq-E-Sufiyat.
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Copyright {don't copy}.
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

R/o Sagrawet, Tehsil Darhal, District Rajouri and State J&k, India
Close
Error Success