Jab Bhi Dhundha Khud Ko Wo Phchaan Mila Tum Me Poem by Alok Mishra Farista

Jab Bhi Dhundha Khud Ko Wo Phchaan Mila Tum Me

'Mere tn-mn ke hr pahon me
Tera vaas rha krta...
...
Ek aurt rhti hai chupke se hr pl mujh me
Kabhi 'Maa' kabhi ' Bhn' Kabhi 'Ptni' to kabhi 'Beti' bnkr...
...
Hmesa ek aurt ka sath rha krta
Ek bhrosa saa aurt pr atoot hua krta...
...
Jeevn ki hr shringaar hai aurt
Aurt se hi ek priwaar hua krta...
...
Jg ki krta-dharta sristi swroop whi hai
Jiske tn-mn me khuda ka vaas hua krta...
...
Sristi ki adbhoot rachana ka hr praman mila tum me
Jab bhi dhundha khud ko wo phchaan mila tum me...'

Jab Bhi Dhundha Khud Ko Wo Phchaan Mila Tum Me
Tuesday, March 14, 2017
Topic(s) of this poem: existence,hope,love,love and dreams,loyalty,women,women empowerment
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success