Jane Q Wo Dur Gaye Poem by Sumit Ojha

Jane Q Wo Dur Gaye

Na jane kaha se aaye the
Na jane kis ke liye ruk gaye

kya pata kya wo khush nasib the
ya fir koi majburi khinch layi unknko

bata na sakunga wo parinde farishte the ya the kisi ke

bas dekhte hi na jane kaisa
rishta bana diya
jaise khuda ne banaya rista is insaan se

sirf usko dekhkar jane q un parindo apna rukh palat diya

phir aayi aavaz es tute dil se ki
tune bhi kitno k sath esa kiya

mehsus hua ki ye tha galat
par sach bolne ki mujh main kami thi

rukh badal gaya yu unka ki
pachan na paye ki pyar ye mera

dur hokar bhi ye ankhe ab
ro na saqti unko yad kark

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success