Janm-Maran Ka Khel (Hindi) Poem by Veer Dhiman

Janm-Maran Ka Khel (Hindi)

Rating: 3.0

Janm-maran ka khel hai yeh toh, janm-maran ka khel,
Khate na yeh mel hain yeh toh, janm-maran ka khel hai,

Rishton ki badhti rail hai yeh toh
Janm-maran ka khel hai,

Agyaon ki badi jail hai yeh toh
Janm-maran ka khel hai.


Janm-maran ka khel hai yeh toh, janm-maran ka khel,
Khate na yeh mel hain yeh toh, janm-maran ka khel hai,

Dharm yahan bemel hain yeh toh
Janm-maran ka khel hai,

Jatiyon ki sale hai yeh toh
Janm-maran ka khel hai.


Janm-maran ka khel hai yeh toh, janm-maran ka khel,
Khate na yeh mel hain yeh toh, janm-maran ka khel hai,

Zimmedariyon mein nakel hai yeh toh
Janm-maran ka khel hai,

Saans toh rakhel hai yeh toh
Janm-maran ka khel hai.

Thursday, December 29, 2016
Topic(s) of this poem: life and death
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success