Kab Tak Poem by Arpana Ghosh

Kab Tak

Aasman me hazaro rang
kuch feeke kuch gehere
lakho hajaro mein hum tum hai
kuch akele Kya kaami zindgi mein
na samazh payi Jabab hai koi
mere haseen khwaqbo k raahi
saanse rukhi saanse chali par
jaan naa niklee Yaade rehe gayi
seeney mein kuch saaf kuch dhundhuli Fir se wakt ne ek mod liya hai
anjaan raho mein pairon ne
kadam rakha hai
kya safar sahi yea galat
kaun jane andhere mein yea chand ki mithi si roshni hai sath kab tak
bas sawal pe sawal uvarte hai

POET'S NOTES ABOUT THE POEM
When you came in life!
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Arpana Ghosh

Arpana Ghosh

Shiliguri, W.B, India
Close
Error Success