Kabhi Kuch Pa Liya Poem by Nkashyap Kashyap

Kabhi Kuch Pa Liya

kabhi kuch pa liya..kabhi kuch khodiyaaaa...
zindagi tune har modh pe ap na hisab chuka liyaaaa..

khamoshi bhi u di h humko.khushi bhi h gum bhi h
jis ne chaha chodh diya jisne chaha apna liyaaa

ek pal ko bhi tujhse zindagi mohbat na hui mujhe..
jinhe bhi zindagi banaya humne tune.... chup chap se humari uska nisha hi zindagi se mita diyaaaa


dard bhi hota h..par hume tune rone bhi na diya
matlbi sa bandiya waqt ne humko
sab pake bhi sabu tune churaliyaaaaaaaaaaaaaaaa............. —

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success