Kuch Kahe Ya Na Kahe Poem by Nkashyap Kashyap

Kuch Kahe Ya Na Kahe

ya uhi khamosh rahee.....
Kya dhunde raaahe,
jab manzil humse khafa khafa rahe.......

Kehke bhi dekha h humne,
bas ek mazak hum bane,
Ab sochte h banale jeene ka sabab khamoshi,
or is ada ke sath zindaa rahe.....

Wo ful gulab ka khuda ne diya mujhko, wo ful tha abad mujhbin or wo abad rahe,
meri kami na khale usko khuda ye ehsan rahe,
meri achi yade hi uske pass rahee....

Akhe band karli ab humne is jaha se,
jo h bas usme hi khush h or kisi jarurat khuda ab mujhe na padhe,
ab mott pe hak ho mera or kisi bhi chiz ki chahat na mujhe zindagi me rahe.......

Din raat kate h kat jayege,
ab to sab ada bhul gaye jeene ki, bezan zismo dil mere rahe,
na khushi h na gum h hum to hawa ke zokho ki trha mast rahe,
bas duaaa h khuda hum hase or sabki hotoo ki hasi banke rahe........

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success