Maa Ka Chehra Poem by Mandeep Chahal

Maa Ka Chehra

Aankho me mere chand utar aata hai
.
Jab bhi maa ka chehra nazar aata hai..............................................................................
Fikr nhi jo mere sar muflisi ka saya b h
.
Maa k hath rakhne se sab utar jata h..............................................................................

Khuda me maa, maa me khuda nazar aata h
.
ghar me masjid, masjid me ghar nazar aata h.
..............................................................................

Udaas hote hi maa k kadmo me bikhar jata hu
.
Ye wo jgah h jha murjhaya fool nikhar jata hai................................................................................

Maa ka dard jise na nazar aata hai
.
Wo khuda k dil se utar jata hai..
..............................................................................

Kyu na khu main mere ghar ko mandir
.
Mere maa se milke hr bacha befikr jata h

Thursday, June 2, 2016
Topic(s) of this poem: love
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success