Meri v to kvi koi pahchan hogi, ya fir yunhi rah jaaunga main;
mera v to koi apana hoga, ya aise hi tAnha rah jaaunga main;
jo v saath the aage niklte chle gye daba kuchla sa kya akela 6ut jaaunga main;
mreri saari aasaayein kya aise dhari rah jaayengi ya unko hakikat me badal paaunga main;
kabhi na kabhi main v uth khada hounga, dunia ko apni kaabiliyat bta paaunga;
YA fir yun hi rah jaaunga main
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem