Na jaan tha
Na koi jahaan tha
Na koi pyar tha
Na koi ekraar tha
Wo pal jab samne aye
Unko milne ko dil behal tha
Kabhi dosti to kabhi wo yaar tha
Na jane Q wo hua taqrar tha
Na jaan tha
Na koi jahaan tha
Muskil to har Rishtey main ati hai
Par unki ek jhalak har kaynat ke sath tha
Dhadkan to unkey yaad main dhadakti hai
Par unko ye kaha ehasas tha
Na jaan tha
Na koi jahaan tha
Jab waqt hua alvida bolne ka
Unhe us waqt tak kaha yad tha
Pyar to kiya nahi ho gaya
Bus wo dil ke mere pass tha
Na jaan tha
Na koi jahaan tha
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem