Raam kaa naam loh,
Ischay achcha koyee kaam naheen.
Seetha Raam kaho, ya
Kowsalya Raam kaho,
Kaisa bhee kaho
Uska naam bada
Laabh dhaan hai.
Ahalya ko phir Ahalya
Banaya.
Thadaka ko maaraa,
Maareecho ko bahaya,
Phie usko bhee maarah,
Jub who sonekaa mrug bana.
Vaali ko maaraa,
Ravan ko Maaraa.
Yeh sub kyoon kiya
Raam?
duniya ko dushtonsay
bachanay kay liyeh.
Raam tho Purushotham hai,
Raam ka naam lethay raho.
thumharaa sub kaam
Asaan say ho jayega.
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem