Teri Aakhon Ki Kajal Ko Fir Bhne Se Kaun Bchaayega Poem by Alok Mishra Farista

Teri Aakhon Ki Kajal Ko Fir Bhne Se Kaun Bchaayega

'Wjh hr koi puchhega
Tumhare toot jaane ka...
...
Pr tumhe sambhalne
Ki khaatir koi naa aayega...
...
Jb hm naa honge
To tumhe chup kaun kraayega...
...
Teri plkon ki aansoo ko
Tujh se kaun churaayega...
...
Jb hm nahin honge to
Teri hothon pe hsi kon sjaayega...
...
Teri aankhon ki kaajl ko
Fir bhne se kaun bchaayega...
...
Teri hothon ki laali ko
Fir tujh se kaun churaayega...
...
Jb hm nhi honge
To tumko kaun smjhaayega...'

Teri Aakhon Ki Kajal Ko Fir Bhne Se Kaun Bchaayega
Tuesday, March 14, 2017
Topic(s) of this poem: care,feelings,hope,love,love and dreams,love and life,loyalty,sadness
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success