Yuva shakti hai pradesh ki
Yuva chaah hai sab desh ki
Yuva jaan hai jahaan ki
Yuva kala hai mahaan si
Yuva jan-aandolan bhi hai
Yuva pratibimb bhi hai
Yuva naveen kritya bhi hai
Yuva desh ka hriday bhi hai
Yuva deen sa hai apnon k liye
Yuva praveen sa sab karmon k liye
Yuva kal ki mashaal hai
Yuva aaj ka sawaal hai
Yuva mehnat ka zor hai
Yuva kaamyaabi ki hod hai...
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem