Living in Muzaffar Nagar (U.P.) India
Hamne aisa ghar dekha hai
aukhal bheetar sir dekha hai
sookha chulha khali bartan
chhat ko bhi charmar dekha hai
...
Chaand taaron ki haqeeqat jaanta
main tumhari bhi muhabbat jaanta
kal kisi ne naam mere khat likha
thee tumhari ye shararat jaanta
...