abhishek sharma

abhishek sharma Poems

Kabhi Maii Zindagi Ko
To kabhi mai in yadon ko
Tarashne ki koshish karta tha
In lamhon ko byan karne wale
...

mai reh gaya hun akela
bas khwabon ke sahare
jee rha hun zindagi ko
dunia ko shmjne ki koshish kr rha hun
...

dil kaun dekhta hai
jism dekhte hai aaj kal
jo heer ranjha hum sunte the
unko sunta kaun hai aaj kal
...

agr tu dost hai mera
to aadten kahan se aa gai
jo dil dekhta hai use tune ye dosti sikhadi
agr tu aadton se parkhta hai insaan ko
...

kaise mai kahun
is dard ke baare mai
jo pal raha hai mere dil mai
ye kaisi kahani hai
...

6.

ye aadtee kyun nhi badalti
vo khwabon mai palne wali
zindagi kyun nhi chlti
mai gulam apni yaadon kaa
...

mera dard ek dard hai
meri rahen bas mera ek pharz hai
jise mai naa chahte hue bhii
pana chahta hun
...

mujhe aksar ye mehsoos hota hai
ki mai kuch bhi nhi
mere dil mai aksar
ye bhi khyal ata hai
...

AAj mara ghar chamk rha hai
jaane kitne hi deepko ke saath
mombatiyon ke saath
aur rang birangi layiton ke saath
...

dar lagta haii mujhe
is andhere se
aisa kyun ye mujhe
bhi nhi pta
...

Bht se khwabon
se zindagi banti hai
mgr ek sach se
zindagi badal bhi jaati hai
...

vo teri haseen si baate
mai hr wqt sunta rehna chahta hun
vo tere khwabon ki
mastiyon mai
...

mai jaanta naa tha
naa hi pehchanta tha
us yaad ko
jahan mai har wqt khoya rehta tha
...

yadon ki yaad mai
aakhir kis musafir ne sham chupai hai
jo dhundta tha jannat ko
har jagah
...

15.

vo hawa jo meri rooh
ko chukar aage badti hai
kisi aur rooh ko
apni manzil banati hai
...

The Best Poem Of abhishek sharma

Meri Zindagi

Kabhi Maii Zindagi Ko
To kabhi mai in yadon ko
Tarashne ki koshish karta tha
In lamhon ko byan karne wale
Kwhabon ko dhundne ki koshish
Karta tha
Mai zindagi kaa gulam thaa bas
Chalta rehta tha
Kahin idhar to kahin udhar bas
Dar dar marta rehta tha
Kabhi zindagi to kabhi dost
Dhoka dete the
Dost kaun aur dushman kaun
Ye pata nahi bas mujhe
Rota dekhna chahte the
Kya krun kya naa karun
Bas isi mai uljha saa
Rehta thaa
Zalim thi zindagi yaa phrr
Zalim thi meri taqdeer
Dono mai se kaun thi ye pata nhi
Bas isi mai palta rhta tha
Yadoon kaa pta nhii
Naseeb mera khrab thaa
Katill koi aur thaa
Mgr gunhegaar mai thaa
Zindagi kaa ye kaisa khel thaa
Jeet taa koi aur thaa
Aur hamesha harta mai thaa....

abhishek sharma Comments

abhishek sharma Popularity

abhishek sharma Popularity

Close
Error Success