Aaj phir yaad aayi uski...
Aaj phir likhne baith gya huun main...
Socha aaj phir likh du uski aankhon ke baare me, uski baaton ke bare me....
Wo aankhein jisse wo dekh le toh mitti bhi sona ho jaye....
...
काश मैं तुमसे मिला ना होता...
ये कमरे में इतना धुआं ना होता...
ना लिखी होती शायरी इतनी तुम पर...
शायरी को भी खुदपर इतना गुमा ना होता....
...
Yuun jo tera muskurana hua....
Jaise meri gali me tmhara aana hua....
Tumhe dekhkr nam ho gyi yee tarasati aankhein....
Phir bhi yee masum sa ladka tera diwana hua....
...