deepanshu puri Poems

Hit Title Date Added
1.
Heart Touch

Lafzo main jaan nhi tum bin mujhe din main araam nhi tere bin haan humeine pyaar kiya tha dil diya tha iss khushi kiya tha pal do pal ke liye hssa tha har cheez ko mehsoos kiya tha magar tum bin dil main araam nhi tum bin lafzo main jaan nhi pyar kya main samaj nhi paya tha magar jab tum jab zindgi main aayi toh har cheez muskari thi meri khush ka ehsaas tumse meri hssi ka ehsaas tumse jabse tum meri zindgi main aayi mere muskhrane ka ehsaas tumse tum bin lafzo main jaan nhi tum bin dil main araam nhi....D.P
...

Close
Error Success