Sitaare hain mere saath falak mein
phir bhi tanha hoon main, phir bhi tanha hoon main
pehle to baatein karta tha main sitaaron ke saath, sitaaron ke saath
ab to tanha hoon main kyon ki
...
Lo aaya naya savera
Gaya raat ka andhera
Raat ke andheron ko
Ujaale ne hai ghera
...
Yeh adaayein, yeh mast mast hawaayein
Suno, suno na, kya kehti jaayein
Yeh patjhad ka jaana, saawan ka aana
Ye ghataaon ka chhaa jaana
...
aaj dekho, aaj kya hai, shaayad kal ka aaina
aaj suno, kya hai kahaani, kal shaayad itihaas ban jaaye
aaj jo hai, wo tumhaare saamne hai, kal wo beet jaayega,
waapas nahi aayega
...
Dosti kya hai, ek aisa rishta, jo anjaan ko bhi ek bana de,
Ek aisi khoj, jo koyle jaise dushmano mein bhi,
heere jaise doston ko dhoondh nikaale,
Kabhi to dosti...ek ajeeb ehsaas hoti hai,
...
Sitaare Hain
Sitaare hain mere saath falak mein
phir bhi tanha hoon main, phir bhi tanha hoon main
pehle to baatein karta tha main sitaaron ke saath, sitaaron ke saath
ab to tanha hoon main kyon ki
tu nahin mere saath, tu nahin mere saath
Shab ho ya ho ye subah
rab ho na ho tere liye hai jagah
dil mein, dil mein
hamesha, hamesha
Roothe dost bhool jaaye mujhe
kal meri yaad aaye tujhe
aa jaana, aa jaana
meri jaan, meri jaan
Sitaare hain mere saath falak mein
phir bhi tanha hoon main, phir bhi tanha hoon main
pehle to baatein karta tha main
sitaaron ke saath, sitaaron ke saath
ab to tanha hoon main kyonki
tu nahin mere saath, tu nahin mere saath