Hemesh Pratap Singh Poems

Hit Title Date Added
1.
Koi To Bataye Main Usko Manaon Kaise

wo roti hai usko hasaon kaise
wo zindagi hai meri usko bataon kaise
dil cheer ke apna usko dikhaon kaise
koi to bataye main usko manaon kaise...........
...

2.
Barbaadi

Ek roz khula tha asma bhi udd jaane ke liye aaj zamee bhi nahi h do kadam badhane ke liye
Chala karti thi bheed hardum mere sath aaj koi nahi h mera dila bahlane ke liye
Kabhi mithayi thi pet bhar khaane ke liye aaj 2roti nahi h bhook mitaane ke liye
Kabhi tha poora zamana mere liye ab shayad main hi nahi hoon iss zamane ke liye
...

3.
Meri Tammna

tammana hai tujhe apnaane ki
tammanna teri zindagi ka har lamha paane ki
kuch naa aye mujhe nazar iss dunia me
tammanna hai teri mohbatt me iss kadar kho jaane ki
...

4.
Mujhsa Deewana

usko meri dil lagi ka khazana na mila
usko wo beeta hua fir zamana na mila
wo firti rahi dar badar.............
par usko mere jaisa kahi deewana na mila
...

5.
Mera Pyaar

Kaha kho gaye tum hum tumhara intzar karte hai
apni poori zindagi tum par nisaar karte hai
...

6.
Deewana

usko meri dil lagi ka khazana na mila
usko wo beeta hua fir zamana na mila
...

7.
Meri Dua Mere Liye

Mere katal ki tujhse hi bhool ho jaaye
Meri zindagi ka har zarra ek dhool ho jaye
khai ho kasame agar usne jhooti meri
Khuda kare saari kabool ho jaaye
...

8.
Mera Darr

hosh me nahi rahta jisme wo teri mulakate hai
jo samajh nahi aati mujhe wo mohbatt ki baate hai
andhere se kabhi darta nahi main
jinse lagta hai dar wo chandni raate hai
...

Close
Error Success