Kumkum Gupta

Kumkum Gupta Poems

TATVA JINHONE BANAYA SHARIR KO, DHEERE-DHEERE JAATE HAIN
PAHLE AAKASH NE SAMETA AANCHAL APNA, PHIR, AGNI NE CHHOD DIYA JALNA, AUR
VAAYU BHI RASTA BHOOL GAYI, TAB, JAL NE BHI SAATH CHHOD DIYA, RAH GAYI
AKELI PRITHVI BECHARI, USSE, KYA FARK PADTA HAI
...

The Best Poem Of Kumkum Gupta

Elements Of Existence

TATVA JINHONE BANAYA SHARIR KO, DHEERE-DHEERE JAATE HAIN
PAHLE AAKASH NE SAMETA AANCHAL APNA, PHIR, AGNI NE CHHOD DIYA JALNA, AUR
VAAYU BHI RASTA BHOOL GAYI, TAB, JAL NE BHI SAATH CHHOD DIYA, RAH GAYI
AKELI PRITHVI BECHARI, USSE, KYA FARK PADTA HAI
UDHAR KI AGNI MEIN JALA DO, YA
MANGI HUI MITTI MEIN DAFNA DO
MRITYU TO DHEEME-DHEEME AATI HAI, AATM TATVA TO BAAD MEIN AATA HAI, AUR
SABSE PAHLE CHLAA JAATA HAI, BAAKI TO SAB YANHI RAH JAATA HAI
MRITYU TO DHEEME-DHEEME AATI HAI
MRITYU TO DHEEME-DHEEME AATI HAI

Kumkum Gupta Comments

Sona Jain 26 September 2013

it forced me to think over and over again about our existence.

0 0 Reply

Kumkum Gupta Popularity

Kumkum Gupta Popularity

Close
Error Success