Pavneet kaur anand (alisha)

Pavneet kaur anand (alisha) Poems

Kabhi kabhi kyu aisa hota hai
Ke hum khud ko he nai pehchan paate hai.
...

The Best Poem Of Pavneet kaur anand (alisha)

Kabhi Kabhi Kyu Aisa Hota Hai

Kabhi kabhi kyu aisa hota hai
Ke hum khud ko he nai pehchan paate hai.

Kabhi kabhi kyu aisa hota hai
Ke koi ajnaabi sa apna lgne lagta hai.

Kabhi kabhi kyu aisa hota hai
Ke hum khud ko he nai jaanna cahte hai.

Kabhi kabhi kyu aisa hota hai
Ke kisse ke chuppe hame chup kr dete hai.

Kabhi kabhi kyu aisa hota hai
Ke kisse se milne pr dhadkne badh jaate hai.

Kabhi kabhi kyu aisa hota hai
Ke kisse ke aankhe hum pe jaadu kr dete hai.

Kabhi kabhi kyu aisa hota hai
ke kisse se milne ke liye hum ghanto intezar krte hai.

Kabhi kabhi kyu aisa hota hai
Ke kisse ke udassi hame udas kr dete hai.

Kabhi kabhi kyu aisa hota hai
Ke kisse ka gussa bhi hame pyar lgta hai.

Kabhi kabhi kyu aisa hota hai
Ke kisse ke apne hame apne se lagne lgte hai.

Kabhi kabhi kyu aisa hota hai
Ke koi hamare liye itna pyaara khvab bn jaata hai.

Kabhi kabhi kyu aisa hota hai
Kabhi kabhi kyu aisa hota hai.......

Pavneet kaur anand (alisha) Comments

Pavneet kaur anand (alisha) Popularity

Pavneet kaur anand (alisha) Popularity

Close
Error Success