एक लड़की है जो मुझपे बहुत मरती है... — Aahan Verma Poem by AAHAN VARMA

एक लड़की है जो मुझपे बहुत मरती है... — Aahan Verma

1️⃣एक लड़की है जो मुझपे बहुत मरती है...
— Aahan Verma
1️⃣
Ek ladki hai jo mujhpe marti hai,
Mere saamne bachho jaisi harkat krti hai,
Kabhi roye kabhi gaaye,
Kabhi sunaye aur kabhi rooth jaaye...
Haste hue bahot achhe lagti hai....
Ek ladki hai jo mujhpe bahot marti hai....
2️⃣
Mai kuch bolu toh chup chap sunti hai....
Par kuch samay baad mujhe hi suna deti hai.....
Kabhi zikr na kiya usne ki mujhpe marti hai...
Thoda ajeeb hai par phir bhi mujhe pta hai ki woh mujhpe marti hai....
3️⃣
Logo ke taane seh leti hai...
Kisi aur jaise ke sath kyu ghumti hai....
Baat krti hai.....
Ek ladki hai jo mujhpe marti hai....
4️⃣
Iss ghatiya samajh se kabhi na sharmati hai...
Haas ke iss samajh ki soch ko taala lagati hai...
Fark nhi padhta chaar log kya kahenge...
Zakhm hum apne pyaar se bhar lenge...
Yeh toh sirf pyrr hi smjhti hai.....
Ek ladki hai jo mujhpe marti hai....
5️⃣
Mere roone pe mujhe chup krati hai...
Hai toh choti si par bahot marungi baar baar dohrati hai....
Kabhi kabhi mujhse chidh aur rooth jaati hai...
Kabhi gussa ho, kabhi jhagda kre aur kabhi mera bheja khati hai....
Ek ladki hai jo mujhpe bahot marti hai....
— The End
Aahan Verma

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success