Aarsh Saab(Hindi Exclusive) Poem by AARSH SAAB

Aarsh Saab(Hindi Exclusive)

Naam mera aarsh saab
kaam mera dekhna khwaab
kuch aisa karu jise ho sab ko laab

zindagi me kuch karna chahta hoo
kuch saal tak kaam, baad me aaram chahta hoo
meri personality ko suit kare aisa
ashiya banana chahta hoo
ek kubsurat biwi aur kuch bache bhi tu chahta hoo
chalies ke baad apni biwi ke saath duniya gumna chahta hoo

mein auraton ki bahut izzat karta hoo
par ye sandesh mein saabko sunana chahata hoo
gussa pala hai maine
par ye gusse ko inqlab lane ki liya istamaal karna chahta hoo
choti se hai ye zindagi bus ye chote kaam karna chahta hoo

jab ho jaye sab sapne pure to chayan se marna chahata hoo
apne naam ke aagey saab lagana chahata hoo
aap kahege aap khud hi apne dhun dhunwana chahte hai
Khud nahi dunuga ye naam tu me aap se bulwana chahata hoo

jo bola hai maine wo saab kar pahonga kai nahi
main nahi janta
Par kaam se Kaam aaj saach bolna chachta hoo
par kaam se kaam aaj saach bolna chachta hoo

COMMENTS OF THE POEM
Gajanan Mishra 13 October 2013

saach bolna, only a true poet can say like this, thanks, good write. Please read my poems and comment.

1 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
AARSH SAAB

AARSH SAAB

27/04/1991
Close
Error Success