"Akele Reh Kar Khud Ko Dard Diye Jaa Rahe Hai" Poem by Suraj Narayan

"Akele Reh Kar Khud Ko Dard Diye Jaa Rahe Hai"

Zindagi v bada mast h aiee dost... Hum logo ko khud se dur kiye ja rhe hai,
Iss dar se ki hamari adat na lag jaye unhein,
Jo dard se hum rubru huwe hai unhe na hona par jaye..!
Par Kavi unlogo se puch lo aur jara khud se,
Asli dard dur krne Mai ho rahi logo KO yaa Kisi ke pass Jane ki tammannao se,
Yaha toh hum uss duniya mai aa fase hai,
Jaha jo hume dil se pyar kiye ja rhe hai Hum unhe hi khud se dur kiye ja rhe hai,
Ye tumhara ya hmara kahani ni hai mere dostZindagi v bada mast h aiee dost... Hum logo ko khud se dur kiye ja rhe hai, Iss dar se ki hmari adat na lg jaye unhe,Jo dard hum rubru huwe hai unhe na hona par jaye Par Kavi unlogo se puch lo aur jara khud se, Asli dard dur krne Mai ho rhi logo KO ya Kisi ke pass Jane ki tammannao se, Yaha toh hum uss duniya m aa fase hai,Jaha jo hme dil se pyar kiye ja rhe hai, Hum unhe hi khud se dur kiye ja rhe hai, Ye tumhara ya hmara kahani ni hai mere dost,Sache dil walon ki dastan ase Hi likhe ja rhe hain,Galfami toh tbb hum pal jate jb sochte upar wale ne asi kimat m likh dali hai, Par sachai toh yahi hai mere dost, Hum khud se apni asi kismat likhe ja rhe hai khud ko dilasa dene ki hunar se apne ap ko aur andhere Mai dhakele ja rahe haii,aiee dost......ye toh hum sb khud se likhe ja rhe haii, Akele reh kar khud KO dard diye ja rhe haii,
Sache dil walon ki dastan ase Hi likhe ja rhe hain,
Galfami toh tbb hum pal jate jb sochte upar wale ne aisi kimat mai likh dali hai,
Par sachai toh yahi hai mere dost Hum khud se apni asi kismat likhe ja rhe hai,
khud ko dilasa dene ki hunar se apne ap ko aur andhere Mai dhakele ja rahe haii,
Aiee dost......ye toh hum sb khud se likhe ja rhe haii,
Akele reh kar khud KO dard diye ja rhe haii..! !

Irony of our small life....! !

Monday, March 12, 2018
Topic(s) of this poem: true
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success