Burkhawalli (A Portrait Of A Lady In Hindi) Poem by Bijay Kant Dubey

Burkhawalli (A Portrait Of A Lady In Hindi)

Platform Kaa Eka Chitra, Mehabuba Ki Yaad Meri, Kaun Hai Waha Kali-kambliwalli? (Eka Burkhawalli Khatun Ke Naan Likha Diya Jo Eka Love-letter, Eka Anjaan Hasinaa Ke Naam)

Platform pei baithei-baithei
Kaun waha ladaki
Jo yaad yaa jaati hai
Kali libaas mei
Mere paas se gujarati huyi,
Eka gujara jamaana yaad dilati huyi,
Kali-kambliwalli,
Kaun jo hasinaa,
Muhabbat ka izhahaar karti,
Pyaar ka gaana gungunati huyi
Mere paas se jaati huyi,
Kaun waha kawwal,
Kaun jo waha shayar,
Kaisi jo waha meri dilruba
Jo rahati hai mere dil ke paas
Aur jiski photograph le mai ghurata-firata rahata hun,
Mera cchaya-chitra mere sanga-sanga?

Sunday, June 2, 2024
Topic(s) of this poem: hindi
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success