Chaliye Kuch Kaam Karte Hai Poem by Sumit R Das

Chaliye Kuch Kaam Karte Hai



Chaliye Kuchh Kaaam Karte Hai...
Thora Aaap
Thoraa Mai
Milkarr Deshh ka Naam karte Hai
Sachin aur Sehwag ko Yaad kar liyaa Ho
Tohh Chaliye
Mitali Raj aur Sardar Singh ki pehchaan karte hai
Chaliye kuch Kaam krte hai.....
Office ki Balance Sheet Tally ho gayi ho
Tohh Chaliye
Jeewan ke Paap- Punya ka Hisaab karte hai
Chaliye kuch kaam kerte hai.....
Ghar me Biwi ki haath ki Bhindi khaa liye ho
Tohh Chaliye
Aaaj Desh ke Namak ka swad Chakhte hai
Chaliye Kuchhh kaam kerte hai.......
15August ke Din Dp par Tirangaa lagaa liye ho
Tohh chaliye
Thoraaa unn shahido ko bhi Naman krte hai
Chaliye Kuchh kaam krte hai....
Shopping mall, Multiplex me ghumna ho gya ho
Tohh Chaliye
Aaaj kisii Gareeeb ki kutiyaaa dekhte haii
Chaliye kuchh kaaam krte hai....
College aur School me Laraaaiyaaa karliye ho
Tohh Chaliye
Aaj Desh ke Dushmano kaa bhi Kaam Tamaaam krte hai
Chaliye Kuchh Kaam krte hai
Thoraa Aap
Thoraa Maii
Milkar Deshh Kaa Naam kerte hai..........! !

Monday, August 22, 2016
Topic(s) of this poem: dedication,motivational,random thoughts,work
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
1 / 1
Close
Error Success