Dhoke Main Etbaar Poem by Pushp Sirohi

Dhoke Main Etbaar



Ishq, mohhabat our wafer ka jiker hote hi Teri aankhon ka jhuk jana,
tere aankhon ka bayan he ye tere gunehgar hone ka.
Tere rooh bhi kanp uthti hoge Pushp ka naam soch kr,
Pata to tuzhe bli hai ki kya silla diya tume hamen vafadar hone ka.
Tere pitr aur tere lafjon ke tevaron ne tere mere bich ye diwaren khari kr den, Varna hamen bhi shok theishq main bimar hone ka.
Tere chand shabd aur niyat ne badal de meri tabiyat, aur tum intzar karte rahe mere angår hone ka.
Mere kuch doston ne bhi dhoka de dala, sayad unhe bhi nahi pata dosti me etbaar hone ka.
Chalo chodoAishwarya humen khushi hai ki tume pata to chala kisi ke imandar hone ka.
Nahi to tum sab koto passand the sirf panchayaton main beparda aur bejar hone ka.
Kash tum logko pate chale ki,
Kya Matlab hai insano me Sanskar hone ka.

Dhoke Main Etbaar
Tuesday, May 19, 2020
Topic(s) of this poem: love and life
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success