Dosti Zarurari Hai Poem by Meghna Dutta

Dosti Zarurari Hai

Hath baraya hai to hath pakrenge jarur
Dosti ki hai to nibhayenge jarur
Ye sab kaise hoga dil nahi janta
Par hoga jarur ye dil manta hai
Hasne ki jo wajah bane ho
Use kabhi na jane denge
Tum chor k bhi jaoge to
Tumhare piche piche chale ayenge
Ek vada tumse bhi chaha hai
Humare piche na chlna tujhe dekh na payenge
Age bhi mat jana follow nahi kar payenge
Bas sath chlna humesa
Aur rahna humesa pas

Sunday, July 29, 2018
Topic(s) of this poem: friendship
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success